Dil yeah behakar

Yeah yeah..
Kyun raaton ko main ab chayn
se so na sakoon
Oo..
Kyun aata nahin mujhe din mein
bhi chain-o-sukoon
Oo kyun aisa hota hai main khud
se hi baatein karoon
Oo kyun tu jo bole koi sune na
woh main hi sunu
Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai,
tu bataa
Tera intezar kyun hai, tujhpe
aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai, tu
bataa
Tu bataa, tu bataa
Kyun tujhe dekhe bina aata
nahin dil ko sabar
Oo kyun tere chehre se hatt ti
nahin yeh nazar
Oo kyun tujhe paake mujhe
rehta hai khone ka darr
Oo kyun tere siva saari duniya
se hoon main bekhabar
Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai,
tu bataa
Tera intezar kyun hai, tujhpe
aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai, tu
bataa
Tu bataa, tu bataa
Ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai
Naa jaane kyun tu iss se tha
bekhabar
Jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai
Nahin aur kuch, pyaar ka hai
asar
Kyun tere jalwo ka chatt ta
nahin hai dhuaan
Oo kyun chale hawa toh lage ki
jaise tune chhuaa
Oo kyun maangta hai dil tere liye
roz duaa
Oo kyun ho raha jo pehle mujhe
naa hua
Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai,
tu bataa
Tera intezar kyun hai, tujhpe
aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai, tu
bataa
Tu bataa, tu bataa

No comments: